Sri vidya sadhna

Sri vidya sadhna ek ucch koti ki sadhna hai.. aur iske ek ek raj bataunga apko . Inke kaun se mantra hai aur inki upasna vidhi kya hai. Dus mahavidya ke antargat 2 deviyon ki samuh hai ek kali kul aur dusra sri kul. Kali kul ki pramukh devi hai Mata mahakali hai waise hai sri kul ki pramukh devi Mata lalita tripur sundari hai.. Inka varnan Bramhand puran me vistar purvak milta hai. Maa Lalita ke 4 hath me Pash ankush dhanus aur ban dharan kiye hue hai. Mata tino lok me sabse sundar hai. Maa kali shyam varna hai aur Maa lalita rakta varna hai.. Maa lalita bhog aur moksha dono pradan krti hai. Mata sarvpratham apne bhakto ko bhog aur marnouprant moksha deti hai.. Maa lalita ke mantra hai bahut hi gupt aur rahsmay hai. Inke mantra 3 letters 15 letters 16 letter aur 27 letters ke mantra hai. Inki karam wat aradhna karna hi uttam hai. Tantra me sarvopari sadhna hai sri vidya hai.. Sri vidya mantra ko gupt gayatri v kehte hai. Sarvpratham mata ki puja Bala swaroop ki puja aur mant...